Thursday, June 02, 2016

1 Mobile me 2 WhatsApp Kaise Chalate hai

एक मोबाइल मे 2 whatsup केसे चलाये


Hello Friends,Sayad aapko pata ho par ek baar
fir se me aapko bata du ki WhatsApp mobile par
use hone wala sabse popular App hai. Iski madad
se ham apni Family ko, apne dosto ko message kar
sakte hai ya fir apne busness ke liye bhi isko use karte hai.


Ham WhatsApp ki madad se Text message,
Photo, Video, or MP3 send kar sakte hai. jese ki
ham jaante hai abhi ke time me whatsapp ek
badiya option hai apne message ko dusro tak
phuchane ka, Isme SMS charge se kam charge
lagta hai or SMS se jada futures bhi hame milte
hai. Ham WhatsApp par Group bana sakte hai or
Broadcast bhi bana sakte hai jiski madad se
ham ek sath kai logo ko ek hi message send kar
sakte hai.


Kya Kya Chaiye 2 WhatsApp Chalane ke liye


Aapko 2 WhatsApp ko install karne ke liye aapko

alag alag 2 app install karne hoge.



1 WhatsApp : Ye official App hai whatsapp ki.

2 Parallel Space




2 WhatsApp Install kaise kare ek Mobile me


Step 1.
Apne Mobile Me Official WhatsApp ka App
PlayStore se Download kare or apne Phela
Number Register karke thode der chate kare. Ho
sakta ho aapke mobile me phele se whatsapp
install ho to aap is step ko skip kar de.

Step 2.
Ab aap play store me jaye or vha ,Parallel Space, likhe
 or search kre aapke samne kuch is trh ki image aayegi 


Isme aapko pehle number ki aap select krni hai app is aaicon ko dyan se dekh le
 
Uske bad aapke samne kuch is tarh ki image aayegi aapko install par calik krna hai

 

Uske baad aapke samne kuch is tarh ki image aayegi ab aapki aap download honi suru ho gai hai ye  2.92 mb ki hogi


Download hone par ese install kar le or apna dusra number dal le

Is app ke install krne pr aapka phone dono whatsup ki alg alg memory bna dega

To ab aap apne mobile me 2 whatsup chala skte hai